Love HINDI Shayari मैँ रोना चाहती हूँ पर रो नही पाती हूँ .

  • Home
  • India
  • Dalkhola
  • Love HINDI Shayari मैँ रोना चाहती हूँ पर रो नही पाती हूँ .

Love HINDI Shayari मैँ रोना चाहती हूँ पर रो नही पाती हूँ . Dalkhola Time Pass
ALL TYPE OF SHAYERI , MATHS QUESTION , FUNNY SMS , NEW LETEST NEWS , NEW DALKHOLA'S INFORMATION E.T.C AVAILABLE ALL TIME IN THIS PAGE..?

25/03/2024

Listen to Dhruv Rathee exposing 𝐁𝐉𝐏 on 𝐄𝐥𝐞𝐜𝐭𝐨𝐫𝐚𝐥 𝐁𝐨𝐧𝐝 𝐒𝐜𝐚𝐦.

He has taken BJP to the cleaners.

ᴍᴜsᴛ ᴡᴀᴛᴄʜ.

23/06/2023
19/04/2023
19/04/2023
17/09/2020

08/06/2015

Mout Ke Baad Yaad Aa raha Hai Koyi, Mitti Meri Qabar Se Utha Raha Hai Koi, Ae Khuda Do Pal Ki Mohlat Aur Dede, Udaas Meri Qabar Se Ja raha Hai Koi.

15/04/2015

Kitni jaldi yeh mulaqat guzar jati hai
pyas bujhti nahi keh barsat guzar jati hai
Apni yaadon se keh do ke yun na aaya kare
neend aati nahi aur raat guzar jati hai…

11/04/2015

Ek Andhi Ladki Thi Jise Sabne Thukraya…………..
Sabhi usse nafrat karte the
Siway Uske Dost Ke, Vo Usse Bahut
Like Karta Tha…
Ladki Roz Kehti Thi Agar Me
Tumhe Dekh Sakti
To Tumhi Se Shadi Karti
1din Kisi
Ne
Us Ladki Ko Aankhen Donate Ki…
Ladki ne sabse pehle apne boyfrend ko dekhna chaha
Jab Ladki Ne Apne
Dost Ko Dekha To Wo Bhi Andha Tha
Dost Ne Pucha ”kya Tum Ab
Mujhse Shadi Karogi?
To Ladki Ne Inkar Kar Diya…
Ladka Chupke Se Muskuraya, Aur
Usko 1 Letter
Dekar Uski Life Se Chala Gaya. . .
Usme Likha Tha.
“plz Take Care Of My Eyes”

10/04/2015

Ek Ladka Aur Ek Ladki Ek Dusre Se Bahut Pyar karte The…
Wo Humesha Ek Saath jeene Marne Ki kasme Khaya karte The….
Par Wo Ladki HinduThi Aur Ladka MuslimTha…..
Ladki janti Thi Ki Uske Mummy Papa (Mom Dad) Kabhi Uske Pyar Ko Kabul Nahi Karengre….
Isliye Usne Us Ladke Se Baat Kar K Usko Bhul Jane Ko kaha….
Ladke Ne Usko Bahut Samjhane Ki Koshish Ki, Par Wo Ladki Nahi Mani..
Wo Apne Dil Par Pattar Rakh Kar Us Ladke Se Alag Ho Gayi…
Par Usko Bhul jana Uss ladki k bas Mai nahi Tha… Kyuki Wo Uss Ladke Ko Apni Jaan Se Bhi jayada Pyar Karti thi…
Par Wo majbur Thi Kyuki Wo Hindu Thi Aur Wo LadKa Muslim Tha…
Aise Hi Kuchh Mahine Beet Gaye…
Ek Din Achanak, Wo Ladka Us Ladki k Ghar Par Aaya Or Usko Bola Ki,
Tum Mujhe Bhul Gayi, Par Mai Tumko Nahi Bhula Paya…..
Please Ye Latter Padho….
Ladki Ne Wo Latter Hath Mai Lete Hue Us Ladke Ko Kaha Ki, Jaan Kya Main Tumko Hug Kar Sakti Hu….???
Please (aur uski Aankho Me Aasu Aa Gaye)
Ladka Muskurate Hue Bola Ki Kyu Nahi….
Ladki Ne Usko Rote Rote Gale Lagaya Aur Boli Ki Please Mujhe maaf kar Do….
I LOVEYOU, Ladke Ne Mukurate Hue Usko Bola, I LOVe YOU TOO, Mujhe der Ho Rahi h Take care…
Aur Wo Ladka Waha Se Chala Gaya, Us Ladki Ne Wo Letter Khola Aur Padhrne lagi… Usme Likha Th….
“Jaan Main Tumhe Pagalo Ki Tarah Miss Karta Hu, Aur kal Mujhe Mare Hue Pura Ek Saal Ho Jayega, I LOVE YOU MY SWEET GIRL. Please Kal Meri Kabar Par Phool Dalne Aa Jana…
Ye Sub Padh Kar Ladki Rone Lagi…
Wo Puri Raat So Nahi Payi… Aru Agle Din Wo Uske Kabar Pe Phool Dal K Kabristan Se Rote Hue Bahar Aayi, Usko Aapne Par Bahut Pachhtawa Ho Raha Tha…Ke Uski Wajah Se Us Ladke Ki Jaan Gayi , kash Wo Us Waqt Us Ladke Se Breakup Na kati, To sayad Aaj Wo Ladka Jinda Hota…
Ye Sochte Sochte Wo Ladki Nadi(river) k Pass Jaa Rahi Thi Ki tabhi Usko Wo ladka Wapas Muskurata Huaa Dikha, Wo Ladki Pagalo Ki Tarah Rote Rote Uske Pass Bhaagi… Aur Uska Hath Pakad lati H..
Aas Pass K Log Us ladki Ko Dekh K Chilla Rahe The, Lakin Ladki Ne Pichhe Nahi Dekha, Wo To Us Ladke Ki Aanko Mai Kho Chuki Thi Aur Log Chilla Chilla Kar Kah Rahe The Are Koi Roko Is ladki Ko, Pani Bahut Tez H Aur Ye Doob k Mar jayegi….
Shayad kuchh Mohabbatein Aisi Bhi Hoti H…..!!

Address

Dalkhola
733201

Alerts

Be the first to know and let us send you an email when Love HINDI Shayari मैँ रोना चाहती हूँ पर रो नही पाती हूँ . posts news and promotions. Your email address will not be used for any other purpose, and you can unsubscribe at any time.

Share