26/09/2026
Kabhi kabhi police ke paas jaane ka naam sun kar hi dil mein ek ajeeb sa darr aur insecurity mehsoos hoti hai 💔
Mere saath bhi ek baar kuch aisa hi waqia hua tha, jiske baad mujhe bhi laga ke aam insaan ke liye ye experience kitna uncomfortable ho sakta hai.
Lekin main chahta hoon ke aap apni rai zaroor dein 👇
Kya aapko bhi kabhi police ke paas jaate hue insecure ya uncomfortable feel hua hai?
Apna experience comments mein share karein. Shayad aapki baat kisi aur ke experience se bhi match karti ho. ❤️