01/03/2026
“Ya Allah,
Ayatollah Ali Khamenei
ko in mushkil halaat aur is jung ke imtihaan mein
sabr, hikmat aur kamyabi ata farma.
Iran
ke rehbar aur awam ko
shaitan ke manne walon, zulm
aur masoom bachon ke qatlon se mehfooz rakh.
Ya Allah, haq aur insaaf ko ghalib farma
aur momineen ki hifazat farma. Aameen.”